as salamu allaiqum
ajkal ka door main jado ka elim se wakif rakh na walay or apna app ko jadogar kehlana walay chota chota sanpo ki tarah both hai laken bar hall in ka darju ko main bayan kar deta ho
1) cho ka her kalam ka tahet sifly or rohani mokilat hai or yeah jadogar per monhasir hota hai ka wo in main se ko mokelat ko taskhir kareen or apna zair asar lahe or in se jahis wa najhis kam karvahe yeah sab kuch jadogar apni zatee mehnat khod atmade or kowatee irade or kisi kamel ostad ki zair nigrani ka moshakat per hai
ahsa jadogar jo arva khabesha ko maskher kar ka apna kam main late hai yeah arva khabesha jadogar ka hakum per kisi ka ghar or makam ya kisi be jaga per apna dera jama late hai or is jaga ka logo ko bohat takleef poucha tee hai is tarah in logo ko us jadogar ka kehna per tange or pareshan karte hai . azyatee or takleef pouchatee hai or in se jadogar apna kam karvata hai choka arva khabesha gayer maklook hai or yeah sewahe ake zabardast jadogar ka kisi ko nazar be nahi atee is liya insane in ka hato beh head pareshan hota hai or is ki samajh main yeah baat theek toor per nahi atee ka us ka sath ho kya raha hai k mera sath bela waja or kisi be zahere alamat k kya ho raha hai arva khabesha ka kam her mamlay ko olat polat karna khana pena ki asia ko napak or us main gandge melana ghar main badbu or khone ki chita or palide pehlana her wo kam karma jo sharahe toor se galat ho
ager cha yeah arva khabesha maskher hona main jadogar ko be had pareshan or mushkelat se do char karte hai laken ager is jadogar ka ustad bohat he bara kamel jadogar ho to phir in mushkelat per wo havi ho kar in ko maskher kar leta hai or phir in se apni marze ka kam leta jata hai laken ahsa jadogar ki tadat anta main namak ka baraber hotee hai is makhlook ka masker karma wala jadogar akser in se duniwe kamo main madat leta hai kio ka deni kamo se is makhlook ko nafrate or chir ate hai or yeah is se koso door khod be baghtee hai is liya apna jadogar ko be is se kinara kashe karna per majboor kartee hai ager jadogar is maklook ko hokum be deen ka deni kam karo to yeah saaf mana kardate hai is makhlook ka jadogar akser gandi jaga per apna basera karta hai ager yeah jadogar kisi ka khilaf ho jahe to us ka jena haram kardeta hai is makhlook ka zarya us ko nooksan pouchata hai meya bewi main nafrate or darar dal deta hai ake dosare se elada kar deta hai ganda or bore kamo ki taraf ragib karta hai ghar ka nezam palat deta hai bacho ko waldeen se bagee kardeta hai karobar main rokawate peda karta hai or insan ajeeb kisam ki washat ,dashat anjana khuf se dochar rehta hai is ki waja se is ki samjh na ki salaheyatee khatam ho jate hai in kharabio ki waja jalad samjh main nahi atee or ager ah be jahe tu kisi simple amel ka bus main yeah sab kuch nahi hota belka is ka toor kisi kamel rohani mohalij ka hath se hota hai jis ka pass mokelat ho jab is makhlook per qurani kora pore zoor se parta hai to yeah makhlook us jaga ko chor kar bagh jatee hai or phir apna jadogar ka hokum ki na sirf khilaf warze karte hai belka apni jan ko pouch na wali azyatu ka badla be is jadogar se late hai or bazz okat is jadogar ki jan lay kar he is ka picha chortee hai bar hall ahse asia ka elajh kisi bohat he mahirana hatho se karana chaheya
2
in ka baad ahse jadogar ka garo ata hai ju pehla se kam tar darje ka hota hai ager cha inho na be arva khabesha or sifly elim ka fan hasil kiya hota hai laken in ka nafs main kisi be kam ko begar lalch ka karna haram karar deya hai
akser ahse jadogar hindowana davat perte hai or hanoman , kalaka dave or na jana kon kon se dave ,daota ko takseer kar ka apna kam chalata hai in ka kamo main masan dalna or mayade kam karvana hota hai yeah jadogar ahse bad arva ko insan per mosalat kar deta hai or is ka meyad k onder onder wo arva apna kam kar ka wapious jadogar ka pass pouch jatee hai in arva se kisi ka hasta basa ghar ojara jata hai
3 is ka baad ahse jadogaro ka gero ata hai jo apna karam ka tahat mazbah khano , qurban gaho per amal karte hai or ahse maklook ko zair elim kar leta hai jo in se sifly amal ka kam leta hai ahse maklook jadogar ka kehna per ghar main khone ka chita lagate hai afrad khana ko azyat or takleef date hai or in ko her waquat 1 khas kisam ka anjana khoof or dar se dochar kartee hai or ghar ka sakone bar bad karte hai or is tarah insan her waquat pareshan rehta hai
ahsa amel bare se bara bora kam karte hai in ka hato se in ka mah baap or na he behan bhai bachta hai
4
ahsa jadogar jis na shokiya toor per chota mota janter sekah rakhe ho or in ka tahat chota mota jin kabo main ho or in jin ka zarya logo ka rizq ko band te hai orate or marad ko banj karte hai nikah band karte hai or rokawat dalte hai or bohat nooksan pouchata hai
5
ake is tarah ka jadogar hota hai jo jinnat wa shayateen ki takseer karte hai yeah asan amal hai jiss ka tahat jinnato ka baadshah assan sharayat per in ka kabo ah jata hai or phir yeah apni marze ka kam karvate hai un jinnatowa shayateen se in main hanoman , kali mata , bahyaro , lona chamare , or mooktaleef davi deota ka amal kiya jata hai or in se mooktaleef kam liya jata hai
6
sab se bare jadogar kaldani jado ka mahir hota hai ahsa jadogar pore dunia main bohat he mushkel se milta hai bare jadogar akser in se bare bare kam jado se leta hai jis se insaniyat ko intahahe sharam nak halat se gozarna perta hai or ahse insan her waquat bezar or moot ka talabgar rehta hai in main se akser ka dava yeah hota hai ka jis tarah sanp ka dasa bach nahi sakta is tarah in ka dasa howa be nahi bacha sakta ager in ka kiya howa amal ka kisi allah ka kamel ya dorwesh se toor na karaya jahe to insan ba mushkel he in ka jado se bach sakta hai ager yeah jadogar kisi ka picha per jahe to acha bala insan ki pore zeendage tabah wa barbad kar deta hai
7 ake ahsa jadogar hota hai jo chorail/dayan ki takseer karte hai chorail ko kabo karna sab se mushkel hai .jab yeah ate hai to apni bohat se najahis or haram bateen manwa kar he kabo atee hai is ka liya ahse jadogar ko kahe masoom bacho ka katel kar ka in ka khone , dil or kaleja is ka hawala karna hota hai or 1 bar kabo hona ka baad be yeah apni is ki matloba qurbani pash na ki jahe to yeah jadogar ka kam karna per raze nahi hotee is ki sorate wa shakel intahahe bayanak lamba lamba bal jo her waquat is ka mu per pare rehta hai or lamba lamba nakhone or is ka paho ulti taraf hote hai akser log is ko pichal payre kehta hai
8) ake jadogar is tarah ka hota hai jo parindo ya kohi be janver jino ki taraf se batahe gahe khas shakel wa sorate ka motabik mang wata hai or is ka range am toor per seya hota hai kio ka jin seya range ko dosare rango per fokiyat deta hai phir wo ise bismillah pare begar zebah kardeta hai or is ka khone mareez ka jisam per malta hai or phir is ko kandaraat ya kowa ya gayar abad jaga per pack deta hai choka jin ka ghar gayer abad jagaho per hota hai jab yeah packta hai to begar bismillah per kar packta hai or apna ghar chala jata hai or phir shirkiya taveez likh kar jino ko ahkam jare kardeta hai
9
yeah tareka jadogaro main intahe gatiya tareka hai or yeah bohat mashoor hai or is ka ahkam per amal karna wala shatano ka ake bohat bara gero is ki madat karta hai jadogaro per allah ki dero lanate ho quran majid allah mafe farmahe ko juta bana kar apna kaadmo main pehan leta hai phir batel khala main ja kar kufreya mantaro ko perta hai or phir bahar ahkar apna kamre main beth jata hai or jino ko ahkam jare karta hai chona cha jin bohat jaldy is ki farma bardare karte hai or is ka hukum ko foron baja late hai kio ka yeah kam kar ka jadogar kafir ban choka hota hai is liya shaytan ka bhai kafir hai or bala shaytan kafir ki q na madat kareen
10
ake is tarah ka jadogar hote hai jo quran majid ki kohi sorate ko has ka khone ya kisi or napak cheez se likhta hai or phir shirkiya manter perta hai or phir is tarh jino ko apni ferma bardare ka liya hazer kar leta hai or jo chata hai is ka inhe hukum deta hai
11
ake is tarah ka jadogar hota hai jo quran shareef ki sorato ka ulta hurf bana kar likhta hai or phir shirkiya taveez kar ka jino ko hazeer karte hai or phir in se mon passan kam leta hai
12
jadogar setaro ka nazrate main jado karte hai jadogar ake khas setare ka tolo hona ka intazar karte hai aur jab tolo ho jata hai tu phir is ka mook tab hota hai phir jado wala warid parta hai jin main kufria shirt mojood hota hai phir chand ahse her katee karta hai ka is ka khail ka motabik in herkatu se is setare ki barkaat is per nazil hote hai halak ka wo dar asal is setare ki puja kar raha hota hai jab wo gayer allah ki puja karta hai to shaytan is ka kam k liya labak kehta hai or jadogar yeah samjhta hai ka is setare na mare madat ki hai halak ka setare ko tu is ki kisi herkaat ka elim he nahi hota
13
jadogar wo hota hai jo ghu khata hai or pishab peta hai taka us ka janter manter kam kareen or herwaqut napak rehta hai or kufreya kam karta hai is tarah ka jadogar palide jado karna ka mahir hota hai ager kohi acha bala shaks amal kar raha ho apni tareka wegara ka liya ya or kisi waja se to yeah us per palide amal kar deta hai is tarah ka jadogar logo per palide amal kardeta hai or logo ko apna is ganda jado se napak kar deta hai phir ager log quran se jado kaat na be chaha to jado nahi kaat ta q k quran paki main kam karta hai quran her gez napaki main kam nahi karta ager kohi shaks napk ho or wo yeah chahe ka wo quran ki kisi sorate se faida utha la to her gez quran ki sorate us ko faida nahi deen gee is waja se logo na yeah baat bohat amm karde hai ka jado quran se nahi kaat ta asal main logo ka asal waja maloom he nahi hai ka quran kio ahsa logo per kam nahi karta or ahsa logo per se q jado nahi kaat ta or be bohat tarha ka jadogaro ki kisam hai .jadogar is tarah ka kam chup chup ka karta hai is liya logo ko or dunia ka in ka bare main theek tarha se pata nahi hai mujha jitna pata tha so mana likh deya
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com