Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com



hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha



6 hath walay jinn ko quran pak se bagana

Posted by Amel soname | Posted in | Posted on 2:27 PM

0


As salamu allaiqum


jinno ki kisam main 6 hath wala jinn be hota ha in jino ki kafe taquat hote ha yeah jadogar ka under main be kam karte ha agar jadogar in ki chand sharayat mana tu jadogar in ki requirement pore karta ha or yeah jadogar ki phir yeah jinn minto secondo main jadogar ka kam karte ha yeah jinn dunyawe kamo main jadogar ki theek thak madat karte ha yeah jinn agar kisi per bad amal kiya ho to yeah ake jatka main vaha se nikal kar sab ka samna deakha sakta ha kahe be mareez ka nam ka taveez daba ho yeah jinn foron vaha se nikal kar la deta ha bagar mosam ka phal la kar deta ha jadogar ki ber por madat karta ha dushman ko halaq karna or us ko tabah va barbad karna main beh intaha madat karta ha

alamat is ki yeah ha

1 sab se pehla deakha ka yeah ghar main kar kya raha ha agar ghar main yeah kohi cheez dafan karta ha ya kohi cheez rakh kar jata ha to yeah baat note kareen

2 bazz okat yeah sirf bateen suna ata ha or jadogar ko sare report deta ha

3 bazz okat yeah ghar main ghost ka tokra or taveez dabata ha q k ghar main se taveez nikalte ha

4 jab kabe yeah ghar main ahe to victum ki tabiyat kharab hona shoro ho jate ha tabiyat kharab ho to samajh lay ka is na kohi jado tona chala deya ha

5 kabe kabe victum ko 6 hath wala jinn nazar ah jata ha jo apna hato ki karamat deakhata ha us ko


amal yeah ha

1 amoman yeah hota ha ka yeah jin mosal sal victum per hawi nahi hota thore dair ka liya tang karta ha us ka baad wapious chalay jata ha jab yeah victum ka pass ahe ya victum ko nazar ahe to surah nisa pareen pore 1 dafa us se is ko takleef ho gee

2 aiytul kurse ka hisar karleen

3 surah ambiya ki roz telawat kareen us se bohat faida hoga

4 surah noor isha ki namaz ka baad pareen

inshallah yeah belkul be ghar main ana jana band karde ga



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com










Share/Save/Bookmark

Comments (0)

Popular Posts