Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com



hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha



sifli mokel bakarah ko quran pak se door karna

Posted by Amel soname | Posted in | Posted on 1:47 AM

0




As salamu allaiqum

jinnat ki ake kisam jis ki shakel bakra ka mu jase hote ha is ka talook shaitano main se ha yeah jadogar ha is ko khod jado ata ha or yeah jado karta ha victum per yeah zada tar us waquat saaf tor per waze hote ha jab victum apna elajh kare ya kohi amil jinnat marna shoro karde to yeah victum ko bakara ki sorate main nazar ate ha ya to ahsa deakhe deta ha ka ada insan or ada bakara noma shakel ka insan ha yeah itna saket jado nahi karta leken itna kardeta ha ka kisi ko be aram se tabah kiya ja sakta ha


alamat is ki yeah ha


1 bakara ka mu noma insan deakna ya bakara deak na

2 chakar ana

3 sir main dard hona

4 sena or sir jam hona

5 jisam garam hona


amal yeah ha

1 surah imran pareen sobah fajir ki namaz ka baad

2 surah tariq pareen zohar ki namaz ka baad

3 surah rehman pareen isha ki namaz k baad inshallah yeah jinn apna boreya bister lapet kar wapious chala jahe ga kuch he din main



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com










Share/Save/Bookmark

Comments (0)

Popular Posts